Tum rooth jao mujhse aisa kabhi na kerna main ik nazar ko tarsoon aisa kabhi na kerna main pooch pooch haroon so so sawal kar k tum kuch jawab na do aisa kabhi na kerna mujhse hi mil k hansna mujhse hi mil k rona mujhse bicher k jee lo aisa kabhi nakerna tum chand ban k rehna main daikhta rahoon ga kisi roz tum na niklo aisa kabhi na kerna tum chalay jao jab bhi tu dekhoon tumhara rasta tum loat k na aao asia kabhi na karna....
Tum rooth jao mujhseaisa k SMS
sajveen
2007-10-07
aisa kabhi na kerna
main ik nazar ko tarsoon
aisa kabhi na kerna
main pooch pooch haroon
so so sawal kar k
tum kuch jawab na do
aisa kabhi na kerna
mujhse hi mil k hansna
mujhse hi mil k rona
mujhse bicher k jee lo
aisa kabhi nakerna
tum chand ban k rehna
main daikhta rahoon ga
kisi roz tum na niklo
aisa kabhi na kerna
tum chalay jao jab bhi
tu dekhoon tumhara rasta
tum loat k na aao
asia kabhi na karna....
Send Sms